ye 15 karor log na hijrat karen na khudkushiyan ye log inqlab ki surat main asy logon ko jahannam main dhakeel den jin ki waja sy hazrun gharon ke charagh bhuj gae or masoom chehry jo abhi sahi tarha muskarana bhi nahi sekhy thy aj ashkon sy labraz insaf ke intazar main hen bs itna kahun ga (jab log kehty hen khuda dekh raha hy main sochny lagta hun kiya dekh raha hy? Allah ham sub ke hall py rahan fermae(Ameen)
jiya
very true picture of pakistani society and a deep insight into the prevailing corruption but all this cry of Aisha is useless as our so called rulers are deaf….
Asim Butt
Logon ko kahin janay ki zaroorat nahi. Bus apna kaam kartay rahain halal tarekay pay. Yeh choti si zindagi hai jald hi guzar jaye gi. Iss zindagi ki mushkalat ko Video Game k us character ki tarah guzarain jo sara time fight karta rehta hai jab tak game over nai ho jati. Learn to enjoy the difficulties of life (Its difficult but not imposiible). Ayesha Khalid k father nai b tou zindagi guzari hai.
Ahmad Waqas
Allah in ki mushkilaat ko khatam farmaye!!! Hamarey mulk mein jab tak yeh jageeerdaaar, vaderey, or barey barey businessmen siyasat mein aatey raheingey tab tak na to aam admi tak insaf pohanch sakta hai or na he yeh system theek hosakta hai. Or yeh tab tak nahn hoga jab tak aam log behisi, khudgharzi or ek doosrey k barey mein badgumani nahn chortey! Ab yeh Jo prof Sb k sath Howa hai is mein sirf ek vazeer to shamil nahn hai na! Poora network hai, is mein ese log bhi hongey Jo professor Sb ko jantey hongey or un k coligs hongey lakin sab ko apney pet or apni nokri bachaney ki lagi hoyi hogi jis ki waja se ek professor Sb he nahn najaney kitney log issi Tarah dhakkey khatey khatey Apney Khaliq E Haqeeqi se ja Miley hongey!!!
Lakin itna zaroor kahoonga k insan to kam zarf he hai lakin Allah Ki Rehmat Se Na Umeed Nahn Hona Chahiye!!!
Allah Professor Sb or un ki family, aur bhi Jo log kissi bhi Tarah ki preshanion ko Jhel rahey hain un sab k liye Asaaaniyaaan peda farmaye or in ko himmat dey. Ameen!!!
Wasim Siddique
Salam Mohtaram Chaudhry Sahab!
Janab-e-Aali guzarish ye hai ke aap ke aaj ke column ki aik aik baat is Moolak ke Nazaam-e-Hakoomat ki Khhooli Haqeeqt bayan kar rahi hai. Lekin Mohtaram araz ye hai ke ye sabb Log Chahy wo hamari Establishment ho, Chahy Bureaucracy ho, Politicians hon in sabb logon ke is Behavior ki asli wajha hum is Moolak ke 18 crore awaam hain. keon ki jahan takk meri naaqis aqal kehti hai ye Mandarrja-bala log haqeeqat mein aik hi Chain ki karriyaan hain aur in mein sabb se mazboot karri hai hamaray Politicians, jin ko hum awaam hi vote dey kar Assembly mein bajhty hain taake ye log is Moolak ki Establishment aur Bureaucracy mein mojood kaali bhairon ka Mohassba karian aur is Moolak ka Nizaam theek karin aur Hum Awaam ke liy zindgi ko assooda bana sakain. Lekin Haqeeqat mein hota ye hai ke ye Hamary Naam Nehaad Awaami Nomainday in kaali bhairon ka mohasba karny ki bajaaye oun hi ke sath mil kar apni zaat ke liy hi faaida outhhay hain aur hum awaam ke hissy mein aati hai sirf zalalatt. lekin aap dekhhain ke hum awaam jis Aadmi se aik baar dhoka khhaty hain dosri baar b ousi per barosa kar lety hain, aur dosri baar kaya yahan to baat kai kai baar ki hai jis ki waaze misaal hamra mojooda Political setup hai jis mein koi b aisa Politician nahi hai jo aik se ziyada baar Assembly ka member na raha ho,To aap se aur is Moolak ki 18 crore Awaam se bus aik hi sawal karna chahta ke jabb aap log khud hi apni soch ko nahi badalty, aap khud hi sachy aur mokhlis logon ko aagy le kar nahi aaty, aur jin Naam Nehaad Awaami Momaindon nay is Moolak ko barbaad kar diya hai oun ko pakar kar oulta nahi latkaaty tabb takk aap kaisy apni taqdeer ko badal sakty hain?
Khuda nay aaj takk ous Qom ki halat nahi badi>< Na ho jisy fikar aap apni halat badalny ki
a sad sunset,with the hope of happy sun rise.
no way to leave ,life withe hope
my all regards and prays are with madam aisha and i appreciate all peoples like his father who fight with the black law till the last drop of blood.
Logon ko kahin janay ki zaroorat nahi.Bus apna kaam kartay rahain halal tarekay pay.Yeh choti si zindagi hai jald hi guzar jaye gi.Iss zindagi ki mushkalat ko Video Game k us character ki tarah guzarain jo sara time fight karta rehta hai jab tak game over nai ho jati. Learn to enjoy the difficulties of life Its difficult but not imposiible.Ayesha Khalid k father nai b tou zindagi guzari hai.
ڈاکٹر اعجاز اختر
ہم دیکھیں گے
لازم ہے کہ ہم بھی دیکھیں گے
ہم دیکھیں گے
وہ دن کہ جس کا وعدہ ہے
جو لوح ازل پہ لکھا ہے
ہم دیکھیں گے
جب ظلم و ستم کے کوہ گراں
روئی کی طرح اُڑ جائیں گے
ہم محکوموں کے پاؤں تلے
یہ دھرتی دھڑ دھڑ دھڑکے گی
اور اہل حکم کے سر اُو پر
جب بجلی کڑ کڑ کڑکے گی
ہم دیکھیں گے
جب ارض خدا کے کعبے سے
سب بت اُٹھوائے جائیں گے
ہم اہل صفا مردود حرم
مسند پہ بٹھائے جائیں گے
سب تاج اُجھالے جائیں گے
سب تخت گرائے جائیں گے
بس نام رہے گا اللہ
جو غائب بھی ہے حاضر بہی
جو ناظر بھی ہے منظر بھی
گونجے گا انالحق کا نعرہ
جو میں بھی ہوں جو تم بھی ہو
اور راج کرے گی خلق خدا
جو میں بھی ہوں جو تم بھی ہو
ہم دیکھیں گے
لازم ہے کہ ہم بھی دیکھیں گے
ہم دیکھیں گے
فیض احمد فیض
Muhammad Aamir
javed bhai u r a great man…..!
I m a great fan of u …..!
This column is very very interesting…….!
i read ur all column…..!
aqib mehmood
sir ap nai colum to likh diya par is ko koi nahi pary ga
plz sir meri ap say guzarish hai k is ko apny program kaltak main lai aur pervaiz khurshid ko b bulai
plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz sir
Ahsan Lakhani
Assalam-o-alaikum
ALLAH Ayehsa ko or un k ghar walon ko sabar ata kare or jitna sabar kia us per ajr-e-azeem ata kare or in ki mushkil hal kare ameen bohat afsos hai aise kitne log dar badar insaaf k liye thokar kha rahay hongay plzz Javed Sir hamari request hai k aap in issues ko media main laayen or aik is per program karen warna woh din dhoor nahi jab inqalaab ayega. . . or is main kuch hamari b galati hai qaum ki gairat ko lalkarne k liye plzz koi tehreek chalayen. . . JAZAK ALLAH
hamayun khan
ham zaror daikay gay k in hukamrano ko zameen dafan k lye jaga be nai day pai gee q k ye sab itnay gunaygar hy k in ko mafii mil he nai sakti…
or javed sab in sab injustise ki waja ham awam be hy..kia hamay zindagi sirf guzarni hy ya jeena hy hamay??? may tho keta ho k guzarti tho janwaro pay be hy zindagi lekin shaid janwar ham say be kuch betar hy k agr ounay kuch bura lagay tho oppose kar letay hy lekin ham pakistani awam ?????? agr har roz ye hakomat ham sab k gar a kar ham say apni izzat be mang lay tho may yakeen say keta hon k ham day day gay or koi oppose nai karay ga.. qk in ko koi assar nai parhta…
logo ko chaheye k wo sabr or shukr k saath zindagi guzarain. Jst believe in ALMIGHTY ALLAH. Actually hammara problem ye h k hm ISLAM se door ho kr ALMIGHTY ALLAH ki REHMAT k talabgaar hain. Hamain zindagi guzarna seekh laini chaaheye is se pehle k zindagi hamain guzaar de. We should be united then see k kaisa inqalab ata h. Be a true Muslim And be a united nation.
The professor should have moved on in life, why was he bent upon coming back into the corrupt system. He was a educated person, he should have changed his profession. Why did he wasted so much time in stupid persuance, without any result.
zulm bachey ja’n raha hai koocha o bazar mein
ad’l ko bhi sahib e aulad hona chahiye………
@ Ch Amjad Hameed……
its not that easy junab. do u think its easy to seek a new job in Pak…….? especialy when u r terminated? he did a superb job and may Allah SWT bestowe His blessings upon him and his family as well as all the natives.
@ Khubaib Mirza
Allah yaqeenan dekh raha hai aur jahan tak baat hai keh kaya dekh raha hai to arz hai juanb-e-man
khuda ney us qaum ki halat nahi badly
no ho jis ko khayal aap apni halat ke badlney ka.
NABILA
Allah Ayesha n unn k ghar waalun ko sabrr ata fermaeyy… jab halaat control se baher ho jaenn to Inkalaab ayaa kertaa he.. v r just waiting for the time jab Pakistan k sab log darr or khouf se baher nikal ker sach ka saath den gay. jab unn man himat aey gii zulm k khilaaf bolnay kii… ye politicians hamaray votes se hee to agay aeyy han humara kasoor he sara.. Allah se yahee dua he k hamaray gunahoon ko muaaf fermaeyy or hmen himat n Taakat ataa fermaeyy. or hmaarii aazmaeshen khatm fermaeyy… Ayesha be brave Allah mian ne kuch loguun ki rasii dheelii chhorii huii he lakin jab wo Zaat hisaab lenay pe aeyy gii to koii nae bech sekay ga siwaey sach k….
shahrukh
ahad karlo k kissi ko bhi rishwat nahi dene chaye 10000 chakar kyn na kat ne phare kissi ek daftar k
humhare logo ne hi mashra kharab kiya hay hum log hamesha short cut use karte hay
bill bharwane ki line meh tak tu talukat aur rishwat ka istemal karte ho
phr rona kesa asi kissi aisha khalid ki baat par
masla yeh nahi k uper wale kharab hay
peon se le kar ek take ka bande bhi tumhain lot ta hay
bhaiyo behano phir paka samjho na kissi ko rishwat nahi dena chayee kuch bhi ho jaye
shahrukh
hum no jawan iss mulk ko inshllah sahi kar sakte hay
bohat eyeopening incident hai But kia is mulk main ye sab isi tarh hota rahe ga or ham ye column perh ke bus chup ker jayen ge or aik do din mein is ko bhol jaen ge

@ Javed Ch column

THINK ABOUT IT!