Ache baat yeah hai k app nay apnay khayalat ka izhar keya, orr yeah per k dukh hua k app bhe sunni sunai batoon per he yakeen rekhtay hain.
app ki batoon se zahir hoo raha hai k app nay kabhi Dr. Tahir-Ul-Qadri ko suna he nahi hai.
kaash app yahan likhnay se pehlay un ki batain aik bar sun letay, phir yahan izhar-e-khayal farmatay.
baat hamaree mulk main yeah bad-naseebi aam hai k hum her cheez ko aik khaas glasses main dekhtay hain.
shaid ka k chashmay ka rang bhe aisa he hai.
aghar koi hamaray Mulk k leyee of Islam k leyee apnay life waqaf kar chukka hai orr Islam ki khidmat kar raha hai tu app jaisay logoon koo kyon yeah baat hazam nahi hooti?
kash app Kharijiat ki glasses utaar kar bhe kesee koo daikh sakko.
ya apnay izhar-e-khayal se pehlay kam se kam un koo sun loo ya per loo..
Muhammmad Qasim Theraj
Javaid Bhi
AP ka Coloum perah ap nay bahut acha likha hay aur yeh haqiqat bhi hay keh hum log bateen ziyada kertay hain aur amal kum kertay hain. Leken aik main ap ka media bhi to wohi kirdar ada ker raha hay jo bateen bahut kerta hay leken haqomat per amal kuch bhi nahi hota.
Javaid bhi yahan ki police, Govt. Office main behtay howay log aur Haqumati nomaiday mal banay kay chakar main hain aur batoon say apnay ap ko ‘Wali’ kehtay hain. koi Pakistan main Syyed Ban ker Prime Minister ban gia hay to koi syyed ki Ezat kay nam per ‘President bana behta hay’ meri dua hay Allah hum sab ko Amal ki tofique atta fermiay (Ameen_
ch .Atiq
dear javed ch sb me ap ke coments pr mukamal agree karta ho Dr Tahir ul Qadri aik azeem scholar aur bohat bare alme deen he .wo sirf pakistan he nahi pori muslam umma ke lie qable fakhar he .pakistani govt aur islamic counteries ke govt ko unhe mukamal facilites aur security provide karni chahie .khasosa dehshat gardi ke khalaf fatwa un ka aik bohat azeem karnama he
Jawaad Chaudry sahaab aapney dil khush kardia ; magar janaab ap ye mat bholeyega k aap b isee khait ki moli hein jskey barey mein aapney likha hey…. agar aaj hum zalio khuwaar hein tu is wajah sey kyu k aap jesey logo ney sifr likhney par hi ittefaaaq kar lia hey aap jesy log sifr likh sakh tey hein amli medaan mein kch kar nahi saktey … aor ise wajaah sey hum zalil b hein aor khastaa haalat mein b hein (mazraat k sath)
Zulfiqar Ali
My dear brother Javad Ch,
I am thankful to you that you have giving us a true picture of Muslim Uma. I pray for Dr. Tahir-ul-Qadir and people like you who are really struggling for the betterment of Muslim Uma….
Here I want to request you be a part to Minhaj-ul-Quran. Is it possible for you……??
Serving Islam
Shayk-ul-Islam Dr.Tahir-ul-Qadri is the most misunderstood personality among” illiterate Religious & Secular Extremists” in Pakistan !
Siddha
Best artical so far at a right time when Saudi Petro Dollars in the form of aid to Pakistan are bend on destroying our Beloved Land “Pakistan”. Thank you!
WAQAS AHMED
Wonderful work by Rana Aqeel.. MAshaAllah keep it up.
AND JAVED SAHAB BOHAT HI ACHA LIKHA AAP NY.
DR.TAHIR-UL-QADRI ZINDABAD.
Hassan
MAUZAMAL @ waise app Logo ki munfaqat ki daat daini chaie……..Yai munfaiq saudi arab k wahabi ne Amerca aur jews ki mohbat mei DANce kerna jaiz SAMJH lia hai….???? MAGR jab dance wajd ALLAH AUR USKE RASOOL KI MOHBAT MEI KIA JAE TOU WOH HARAM HAI APP LOGO K LIYE………..ALLAH K KHOOF SE DARO MUNFAIQ WAHABIO….ITNI MUNFAQAT..>? AMERCA KI MOHBAT MEI SAUDI KINGS KA DANCE DAIKHO YOUTUBE PER…LOL
why todays the column no press on the express newspaper
aslam hayat uinversity of sargodha
M. Ramzan
Javed sahib,
You are a great writer on current affairs. Please don’t write on religion. May Allah give hidayah to me, all of us and Tahir-ul-Qadri. Please leave this topic alone. You might please half but will displease other half.
یہ اتفاق مبارک ہو مومنوں کے لیے
کہ یک زباں ہیں فقیہان شہر میرے خلاف
Yeh Ittefaq Mubarak ho Mumino ke liye
Keh Yak ZubaN haiN Fuqih’yan-e-Shehar mere khilaaf
Allama Iqbal.
awan
sir me app se ikhtilaf nahi karoon ga kun ki saudia me pakistani alim e din SHAIKH TAUSEEF UR RAHMAN RASHDI bhi mojood hain jo din ka kam kar rahe hai JEDDAH DAWA;A CENTRE or rawalpindi me bhi un ka ISLAMIC RESEARCH CENTRE hai. ap ko example hi dene hai to in ki example dain. meri bat agar kisi ko buri lage to maaf kar dena. tahir ul qadri sb ka mamla zara alag ha. SHUKRIA
Eid Muhammad
Dua!
Dua ek esi chiz hain jo ensan ko azab se door rakti hain, Allah pe Barosa rake, or Maaf karna ek bare ensan ki nisahni hain, Shamaila ko khodkoshi nahi karni chahiyeta. Allah enke gahr walo ko himmat de. Allah dekne wala or sunne wala hain. Ap sab dua kijeye. dont go after politics. it is a lie.
salam
dear javed bahi
i read ur colum in a daily basis and i like ur writting attitude and i have been wrriten many un counted colums in daily riasat and daily amroz and daily qoami news paper and im very inspire to you and sorry and dont mind im not satisfiy to dr.tahirul qadri and i know dr.sab is very telented but majority of peoples in not satisfy with his thoughts..
if any one hurted for my above comments then i will say mujy b maf krdeejye ga…
allah hafiz [email protected]
waqas
main ap k colam rooz too nai parta magar ap acha likhty ho ok … mari es duniya main kuch pasandida log hain hazrat umer .. tipu sultan … orangzaib.. imam gazali… ashraf ali thnvi… nahru… alaa hazrat … dr tahir ul qadri … ilyasss qadri or end main app
Kiran
Assalamoalikum.
Sir app ny jo dr.tahir ki example apny coloum mein shamil ki ha, wo ajeeb ha. Saudi hakomat ny hamesha sahi soch rakhnay walay ulma ko welcome kia ha. bht ulma wahan jatay han, tehqeq krty han or unko wahan rehnay ki azadi di jati ha. dr. tahir sirf apnay khas nazriyat jin sy etfaq krna mushkil ha,ki waja sy wahan rah nahi paye ho gy. apnay sayasi dour mein jo unho ny kia aur dosaray ulma par jo tankeed wo krty han, har khas o aam janta ha.
canada aur uk ka rawaya hamesha munsafana nahi hota. agr wo freedom of speech par itna hi yaqeen rakhtay han tu dr. zakir naik jesy scholar jnho ny hamesha haq baat ki ha, Un par BAN kion lagaya???
i respect u and an avid reader of ur coloums but i was surprised at ur this point.
Allah Hafiz
Jnab Chaudhari sahib. Assalam o alikum.
I read often ur coloums and u r one of my best colomists laiken mujhe hamaisha aap logon se yeh shikyah rehti thi ke aap media wale is cheez se be khaber to nahi ho sakte keh dr sahib kia ker rahe hain.to phir itni khamooshi kyoun.tmam kalum nigar jaante hain tmam host jante hain magar kia majaal jo aise loogon ka naam tak bhi qalam ya tv program me aa jaye.Ch.sb haqiqat he keh aise loog sadyoon baad paida hoote hain.Kya yeh hamari badkismti nahi keh hamari qoom in jesee hiroon ko musalsal nazar andaaz ker rahi he.Dr sahib baghair sources ke poori dunya main itna bra network chalaa rhe hain agar aise loogoon ke haathoon main zamaam e iqtidaar ho to system kese drust nahi hoo sakta.Akhar hamari jaan zardaryoon ,sharifoon,altafoon,,choudharyon, makhdoomoon,shaikhoon,aur gujroon waghaireh se kab choote gi.Khudaa ke liye aap kalim nigar hi sahi qoum ko batao keh tabdeeli haram khoor syasi boonoon se nahi aye gi .tabdily hamaisha qyadat se aati he. mukhlis aur bedagh qyadat se. qabil aur laiq qyadat se.zalim ki ankhoon main ankhain daal ker daikhne wali qyadat se.jis ke dil main qoom ke liye khaloos ho .jis ki aankhain ummat ke dard main ansoo bahati hoon.hamaisha inqlabi loog hi qoom ko kismat badal sakte hain. poori syasi laat main aik Dr Tahir ul qadri sb hain jo rasmi syasat daan nahi hain .baqi mazhbi siasi jamaatoon ke pass bhi koi vision ya program nazar nahi aata siwai naare lagane ke.pls aap ke haath main qalam he aap qoom ko dr sb ke bare main batain aur qoom ki taraf se dr sb ki khidmat main araz krain ke is toofaan main qoom ko aap ki sakhat zaroorat he.Shaid Dr. Sb phir qurbani deene ke lye teyyar ho jaaen lain qoom ko kown samjhai jo khudkushi per tuli hui he.laiken phir bhi mayoos nahi hoona chahye jis qoom ke daaman main Allah ne dr. Tahir ul qadri jese sharare rakhee hoon waham mayoosi ki zaroorat nahi hooti
Phir se jii uthne ka sooda ab bhi apne ser main he
Aik chingari abhi tak apni khakister main hai
Joo loog Dr. Sb per tanqeed ker rahe hain woh is qabil nahi keh un per aik jumla bhi serf kya jaae
Allah Hafiz
sami Tahir
Great Javed Bhai…I will like to see same type of articles from u.I am fine of u and Dr.sb
Muzamil
ap ka qalim parhk nihayt hi khushi hoi. wo is liye k aik Ashiq ne dosrey Ashiq k barey mein likha. aur dono ka mehbob aik hi he
ASIF JALIL
very nise javed sb.i love dr tahir ul qadri
ALTAF HUSSAIN WATTO
aoa! dear javed, mein aik student hoon or ap k coloumn bry shok se parhta hoon khas tor per ap ki collection zero point books boht parhta hoon or jo baat kehny s pehle jo ap koi historical wakiya sunaty hain wo boht intrested hota ha. ALLAH ap ko lambi umer de or ap isi tarha achay coloumn likhty rahain or ALLAH hum ko hidayat de. ameen
TAyyab TAhir
Slam,
amazing ……..Chaudry sb chaaaaa gay hyn…..
plz in k baray mai koi tv pay bhi programe kryn jin mai Qadri sb,dr Qadeer sb wagera ka bhi zikar zra dhooom sy ho takeh humyn bhi kuch in k baray mai mazeed malomat bhi milyn ap k programe k tawasut say.
sada Khush rahyn amin,
Zulfiqar Ali
سنی سنائی بات پر یقین کرنا اور اُسے آگے پھیلانا ہماری قومی عادت ہے، حالانکہ ہم جس نبی اکرم(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے کلمہ گو ہیں، اُن کا فرمان ہے کہ ’’کسی کے جھوٹا ہونے کیلئے یہی کافی ہے کہ وہ سنی سنائی بات بلاتحقیق آگے بیان کرنے لگے۔‘‘
من حیث القوم ہم ایسے قالب میں ڈھل چکے ہیں کہ ایک طرف تو ہم محض سنی سنائی بات پر ہی بلاتحقیق ساری زندگی یقین کئے رکھتے ہیں اور دُوسری طرف ہم کسی کی شخصیت میں موجود تمام تر خوبیوں سے عمداً صرفِ نظر کرتے ہوئے ساری زندگی ا س کی محض کسی ایک آدھ خامی کو ہی کوستے رہتے ہیں۔ یوں بہت سی عظیم شخصیات ہمارے درمیان موجود ہوتی ہیں اور ہم اُن کی زندگی میں اُن سے قومی سطح پر کوئی فائدہ حاصل نہیں کر پاتے، البتہ اُن کے دنیا سے رُخصت ہو جانے کے بعد ہم اُن کی تعریفیں کرتے نہیں تھکتے۔
عمر بھر سنگ زنی کرتے رہے اہلِ وطن
یہ الگ بات کہ دفنائیں گے اِعزاز کے ساتھ
یہ ایک حقیقت ہے کہ شیخ الاسلام ڈاکٹر محمد طاہرالقادری کی شخصیت، صلاحیت اور قیادت بارے حتمی رائے قائم کرنے سے پہلے اگر کوئی مخالف بھی غیرجانبداری کے ساتھ براہِ راست ذرائع سے اُن کے کام کا جائزہ لے تو وہ کم از کم اِتنا ضرور مانے گا کہ
1. شیخ الاسلام نے حکومت میں نہ ہوتے ہوئے بھی حکومتوں سے زیادہ مؤثر اور منظم انداز میں قوم کی خدمت کی ہے۔
2. شیخ الاسلام نہ صرف پاکستان کی ڈوبتی ہوئی کشتی کو پار لگانے اور دہشت گردی و ظلم سے معمور دُنیا کو امن و سلامتی کا گہوارہ بنانے کا عزم و صلاحیت رکھتے ہیں بلکہ عملی طور پر اُس طرف گامزن بھی ہیں۔
شیخ الاسلام نے ایسی سائنسی بنیادوں پر اِسلام کا پیغام مغربی دُنیا کو پیش کیا کہ محترمہ بے نظیر بھٹو جیسے لوگوں کو یہ کہنا پڑا کہ ’’جب ڈاکٹر طاہرالقادری جیسی شخصیت اِسلام کے حوالے سے اپنا نقطہ نظر دُنیا کے سامنے رکھتی ہے تو مجھے اطمینان، خوشی اور فخر محسوس ہوتا ہے کہ ہم اسلام جیسے آفاقی مذہب کے پیروکار ہیں۔‘‘ شیخ الاسلام کی تجدیدی حکمتوں کے نتائج دیکھ کر اِسلام دشمن طاقتیں فکر میں مبتلا ہو چکی ہیں اور وہ بکاؤ مال قسم کے لالچی لوگوں کو خرید کر شیخ الاسلام کے خلاف پروپیگنڈا کر کے اِحیائے ملتِ اسلامیہ کے عظیم مشن کو ناکام بنانے کی کوشش میں ہیں۔
مذہبی و سیاسی ہر دو قسم کی رکاوٹوں کے باوجود تحریکِ منہاج القرآن کی عالمگیر پذیرائی اور فروغ سے حسد کرنے والوں کی طرف سے بھی شیخ الاسلام کی ذات پر ملکی و بین الاقوامی سطح پر مخالفانہ پروپیگنڈا کی کمی نہیں۔ بقول جسٹس نسیم حسن شاہ: ’’ہمارے ملک کی یہ بہت بڑی خامی ہے کہ یہاں پڑھے لکھے اور مشنری جذبے سے کام کرنے والے انسانوں کی قدر نہیں ہوتی۔ اگر ڈاکٹر طاہرالقادری جیسا کوئی شخص باہر کی دُنیامیں موجود ہو تو اُس کا شمار صدی کے عظیم ترین لوگوں میں ضرور ہوتا، لیکن ہمارے یہاں پر جب انسان گزر جاتا ہے تو اُس کی قدر ہوتی ہے۔‘‘
ستیزہ کار رہا ہے ازل سے تا اِمروز
چراغِ مصطفوی سے شرارِ بولہبی
تاریخ گواہ ہے کہ جب بھی کسی قوم کی تباہ شدہ حالت کو بدلنے اور اُسے بامِ عروج پر لے جانے کیلئے اللہ ربّ العزت نے کسی کو بھیجا، اُس معاشرے کے نام نہاد قائدین اور مالی لحاظ سے ممتاز حیثیت والے لوگوں نے ہمیشہ اُس کی مخالفت کی، کیونکہ وہ نہیں چاہتے کہ قوم اُن کی گرفت سے آزاد ہوسکے۔ ماضی میں ایسا سب کچھ انبیاء کرامؑ کے ساتھ ہوتا چلا آیا ہے۔ حضور نبی اکرم(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو آپ کی قوم نے معاذاللہ دیوانہ، مجنون اور جادوگر تک کہا اور سرورِ کائنات(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ہر قسم کے مخالفانہ پروپیگنڈا کے سامنے ثابت قدمی کے ساتھ ڈٹے رہے اور تاریخ نے کامیابی کا وہ دن دیکھا جب اُسی قوم نے نہ صرف اِسلام قبول کر لیا بلکہ وہ فاتح عالم بنی۔ ختم نبوت کے بعد سے مصلحین اور مجددین کے ساتھ بھی معاشروں کے سرکردہ لوگوں کی وہی روِش جاری ہے۔ اپنی زندگی میں مصلحین اور مجددین کو اِس قدر شدید مخالفتوں کا سامنا کرنا پڑا کہ زندگی اجیرن ہو گئی، مگر بعد از وفات اُنہیں اِمام کے لقب سے یاد کیا جانے لگا۔
سیدنا ابوہریرہؓ سے مروی حدیث مبارکہ میں تاجدارِ کائنات(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا:
اِنّ اﷲَ یَبْعَثُ عَلَی رَاْسِ کُلِّ سَنَۃٍ مَنْ یُجَدِّدْ لَھَا دِیْنَھَا
ترجمہ: ’’بیشک اللہ تعالیٰ ہر صدی کے سرے پر کسی کو اِس اُمت کیلئے دین کی تجدید کا فریضہ دے کر بھیجے گا۔‘‘(سنن ابوداؤد)
both acha sir v good i like it
Dear Brother Muzamil.

well done Javed sb keep it up
why todays the column no press on the express newspaper
aslam hayat uinversity of sargodha
Javed sahib,
You are a great writer on current affairs. Please don’t write on religion. May Allah give hidayah to me, all of us and Tahir-ul-Qadri. Please leave this topic alone. You might please half but will displease other half.
یہ اتفاق مبارک ہو مومنوں کے لیے
کہ یک زباں ہیں فقیہان شہر میرے خلاف
Yeh Ittefaq Mubarak ho Mumino ke liye
Keh Yak ZubaN haiN Fuqih’yan-e-Shehar mere khilaaf
Allama Iqbal.
sir me app se ikhtilaf nahi karoon ga kun ki saudia me pakistani alim e din SHAIKH TAUSEEF UR RAHMAN RASHDI bhi mojood hain jo din ka kam kar rahe hai JEDDAH DAWA;A CENTRE or rawalpindi me bhi un ka ISLAMIC RESEARCH CENTRE hai. ap ko example hi dene hai to in ki example dain. meri bat agar kisi ko buri lage to maaf kar dena. tahir ul qadri sb ka mamla zara alag ha. SHUKRIA
Dua!
Dua ek esi chiz hain jo ensan ko azab se door rakti hain, Allah pe Barosa rake, or Maaf karna ek bare ensan ki nisahni hain, Shamaila ko khodkoshi nahi karni chahiyeta. Allah enke gahr walo ko himmat de. Allah dekne wala or sunne wala hain. Ap sab dua kijeye. dont go after politics. it is a lie.
salam
dear javed bahi
i read ur colum in a daily basis and i like ur writting attitude and i have been wrriten many un counted colums in daily riasat and daily amroz and daily qoami news paper and im very inspire to you and sorry and dont mind im not satisfiy to dr.tahirul qadri and i know dr.sab is very telented but majority of peoples in not satisfy with his thoughts..
if any one hurted for my above comments then i will say mujy b maf krdeejye ga…
allah hafiz
[email protected]
main ap k colam rooz too nai parta magar ap acha likhty ho ok … mari es duniya main kuch pasandida log hain hazrat umer .. tipu sultan … orangzaib.. imam gazali… ashraf ali thnvi… nahru… alaa hazrat … dr tahir ul qadri … ilyasss qadri or end main app
Assalamoalikum.
Sir app ny jo dr.tahir ki example apny coloum mein shamil ki ha, wo ajeeb ha. Saudi hakomat ny hamesha sahi soch rakhnay walay ulma ko welcome kia ha. bht ulma wahan jatay han, tehqeq krty han or unko wahan rehnay ki azadi di jati ha. dr. tahir sirf apnay khas nazriyat jin sy etfaq krna mushkil ha,ki waja sy wahan rah nahi paye ho gy. apnay sayasi dour mein jo unho ny kia aur dosaray ulma par jo tankeed wo krty han, har khas o aam janta ha.
canada aur uk ka rawaya hamesha munsafana nahi hota. agr wo freedom of speech par itna hi yaqeen rakhtay han tu dr. zakir naik jesy scholar jnho ny hamesha haq baat ki ha, Un par BAN kion lagaya???
i respect u and an avid reader of ur coloums but i was surprised at ur this point.
Allah Hafiz
To know the truth please watch this video.
http://www.youtube.com/watch?v=GN9YQEfaNok
Jnab Chaudhari sahib. Assalam o alikum.
I read often ur coloums and u r one of my best colomists laiken mujhe hamaisha aap logon se yeh shikyah rehti thi ke aap media wale is cheez se be khaber to nahi ho sakte keh dr sahib kia ker rahe hain.to phir itni khamooshi kyoun.tmam kalum nigar jaante hain tmam host jante hain magar kia majaal jo aise loogon ka naam tak bhi qalam ya tv program me aa jaye.Ch.sb haqiqat he keh aise loog sadyoon baad paida hoote hain.Kya yeh hamari badkismti nahi keh hamari qoom in jesee hiroon ko musalsal nazar andaaz ker rahi he.Dr sahib baghair sources ke poori dunya main itna bra network chalaa rhe hain agar aise loogoon ke haathoon main zamaam e iqtidaar ho to system kese drust nahi hoo sakta.Akhar hamari jaan zardaryoon ,sharifoon,altafoon,,choudharyon, makhdoomoon,shaikhoon,aur gujroon waghaireh se kab choote gi.Khudaa ke liye aap kalim nigar hi sahi qoum ko batao keh tabdeeli haram khoor syasi boonoon se nahi aye gi .tabdily hamaisha qyadat se aati he. mukhlis aur bedagh qyadat se. qabil aur laiq qyadat se.zalim ki ankhoon main ankhain daal ker daikhne wali qyadat se.jis ke dil main qoom ke liye khaloos ho .jis ki aankhain ummat ke dard main ansoo bahati hoon.hamaisha inqlabi loog hi qoom ko kismat badal sakte hain. poori syasi laat main aik Dr Tahir ul qadri sb hain jo rasmi syasat daan nahi hain .baqi mazhbi siasi jamaatoon ke pass bhi koi vision ya program nazar nahi aata siwai naare lagane ke.pls aap ke haath main qalam he aap qoom ko dr sb ke bare main batain aur qoom ki taraf se dr sb ki khidmat main araz krain ke is toofaan main qoom ko aap ki sakhat zaroorat he.Shaid Dr. Sb phir qurbani deene ke lye teyyar ho jaaen lain qoom ko kown samjhai jo khudkushi per tuli hui he.laiken phir bhi mayoos nahi hoona chahye jis qoom ke daaman main Allah ne dr. Tahir ul qadri jese sharare rakhee hoon waham mayoosi ki zaroorat nahi hooti
Phir se jii uthne ka sooda ab bhi apne ser main he
Aik chingari abhi tak apni khakister main hai
Joo loog Dr. Sb per tanqeed ker rahe hain woh is qabil nahi keh un per aik jumla bhi serf kya jaae
Allah Hafiz
Great Javed Bhai…I will like to see same type of articles from u.I am fine of u and Dr.sb
ap ka qalim parhk nihayt hi khushi hoi. wo is liye k aik Ashiq ne dosrey Ashiq k barey mein likha. aur dono ka mehbob aik hi he
very nise javed sb.i love dr tahir ul qadri
aoa! dear javed, mein aik student hoon or ap k coloumn bry shok se parhta hoon khas tor per ap ki collection zero point books boht parhta hoon or jo baat kehny s pehle jo ap koi historical wakiya sunaty hain wo boht intrested hota ha. ALLAH ap ko lambi umer de or ap isi tarha achay coloumn likhty rahain or ALLAH hum ko hidayat de. ameen
Slam,
amazing ……..Chaudry sb chaaaaa gay hyn…..
plz in k baray mai koi tv pay bhi programe kryn jin mai Qadri sb,dr Qadeer sb wagera ka bhi zikar zra dhooom sy ho takeh humyn bhi kuch in k baray mai mazeed malomat bhi milyn ap k programe k tawasut say.
sada Khush rahyn amin,
سنی سنائی بات پر یقین کرنا اور اُسے آگے پھیلانا ہماری قومی عادت ہے، حالانکہ ہم جس نبی اکرم(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے کلمہ گو ہیں، اُن کا فرمان ہے کہ ’’کسی کے جھوٹا ہونے کیلئے یہی کافی ہے کہ وہ سنی سنائی بات بلاتحقیق آگے بیان کرنے لگے۔‘‘
من حیث القوم ہم ایسے قالب میں ڈھل چکے ہیں کہ ایک طرف تو ہم محض سنی سنائی بات پر ہی بلاتحقیق ساری زندگی یقین کئے رکھتے ہیں اور دُوسری طرف ہم کسی کی شخصیت میں موجود تمام تر خوبیوں سے عمداً صرفِ نظر کرتے ہوئے ساری زندگی ا س کی محض کسی ایک آدھ خامی کو ہی کوستے رہتے ہیں۔ یوں بہت سی عظیم شخصیات ہمارے درمیان موجود ہوتی ہیں اور ہم اُن کی زندگی میں اُن سے قومی سطح پر کوئی فائدہ حاصل نہیں کر پاتے، البتہ اُن کے دنیا سے رُخصت ہو جانے کے بعد ہم اُن کی تعریفیں کرتے نہیں تھکتے۔
عمر بھر سنگ زنی کرتے رہے اہلِ وطن
یہ الگ بات کہ دفنائیں گے اِعزاز کے ساتھ
یہ ایک حقیقت ہے کہ شیخ الاسلام ڈاکٹر محمد طاہرالقادری کی شخصیت، صلاحیت اور قیادت بارے حتمی رائے قائم کرنے سے پہلے اگر کوئی مخالف بھی غیرجانبداری کے ساتھ براہِ راست ذرائع سے اُن کے کام کا جائزہ لے تو وہ کم از کم اِتنا ضرور مانے گا کہ
1. شیخ الاسلام نے حکومت میں نہ ہوتے ہوئے بھی حکومتوں سے زیادہ مؤثر اور منظم انداز میں قوم کی خدمت کی ہے۔
2. شیخ الاسلام نہ صرف پاکستان کی ڈوبتی ہوئی کشتی کو پار لگانے اور دہشت گردی و ظلم سے معمور دُنیا کو امن و سلامتی کا گہوارہ بنانے کا عزم و صلاحیت رکھتے ہیں بلکہ عملی طور پر اُس طرف گامزن بھی ہیں۔
شیخ الاسلام نے ایسی سائنسی بنیادوں پر اِسلام کا پیغام مغربی دُنیا کو پیش کیا کہ محترمہ بے نظیر بھٹو جیسے لوگوں کو یہ کہنا پڑا کہ ’’جب ڈاکٹر طاہرالقادری جیسی شخصیت اِسلام کے حوالے سے اپنا نقطہ نظر دُنیا کے سامنے رکھتی ہے تو مجھے اطمینان، خوشی اور فخر محسوس ہوتا ہے کہ ہم اسلام جیسے آفاقی مذہب کے پیروکار ہیں۔‘‘ شیخ الاسلام کی تجدیدی حکمتوں کے نتائج دیکھ کر اِسلام دشمن طاقتیں فکر میں مبتلا ہو چکی ہیں اور وہ بکاؤ مال قسم کے لالچی لوگوں کو خرید کر شیخ الاسلام کے خلاف پروپیگنڈا کر کے اِحیائے ملتِ اسلامیہ کے عظیم مشن کو ناکام بنانے کی کوشش میں ہیں۔
مذہبی و سیاسی ہر دو قسم کی رکاوٹوں کے باوجود تحریکِ منہاج القرآن کی عالمگیر پذیرائی اور فروغ سے حسد کرنے والوں کی طرف سے بھی شیخ الاسلام کی ذات پر ملکی و بین الاقوامی سطح پر مخالفانہ پروپیگنڈا کی کمی نہیں۔ بقول جسٹس نسیم حسن شاہ: ’’ہمارے ملک کی یہ بہت بڑی خامی ہے کہ یہاں پڑھے لکھے اور مشنری جذبے سے کام کرنے والے انسانوں کی قدر نہیں ہوتی۔ اگر ڈاکٹر طاہرالقادری جیسا کوئی شخص باہر کی دُنیامیں موجود ہو تو اُس کا شمار صدی کے عظیم ترین لوگوں میں ضرور ہوتا، لیکن ہمارے یہاں پر جب انسان گزر جاتا ہے تو اُس کی قدر ہوتی ہے۔‘‘
ستیزہ کار رہا ہے ازل سے تا اِمروز
چراغِ مصطفوی سے شرارِ بولہبی
تاریخ گواہ ہے کہ جب بھی کسی قوم کی تباہ شدہ حالت کو بدلنے اور اُسے بامِ عروج پر لے جانے کیلئے اللہ ربّ العزت نے کسی کو بھیجا، اُس معاشرے کے نام نہاد قائدین اور مالی لحاظ سے ممتاز حیثیت والے لوگوں نے ہمیشہ اُس کی مخالفت کی، کیونکہ وہ نہیں چاہتے کہ قوم اُن کی گرفت سے آزاد ہوسکے۔ ماضی میں ایسا سب کچھ انبیاء کرامؑ کے ساتھ ہوتا چلا آیا ہے۔ حضور نبی اکرم(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو آپ کی قوم نے معاذاللہ دیوانہ، مجنون اور جادوگر تک کہا اور سرورِ کائنات(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ہر قسم کے مخالفانہ پروپیگنڈا کے سامنے ثابت قدمی کے ساتھ ڈٹے رہے اور تاریخ نے کامیابی کا وہ دن دیکھا جب اُسی قوم نے نہ صرف اِسلام قبول کر لیا بلکہ وہ فاتح عالم بنی۔ ختم نبوت کے بعد سے مصلحین اور مجددین کے ساتھ بھی معاشروں کے سرکردہ لوگوں کی وہی روِش جاری ہے۔ اپنی زندگی میں مصلحین اور مجددین کو اِس قدر شدید مخالفتوں کا سامنا کرنا پڑا کہ زندگی اجیرن ہو گئی، مگر بعد از وفات اُنہیں اِمام کے لقب سے یاد کیا جانے لگا۔
سیدنا ابوہریرہؓ سے مروی حدیث مبارکہ میں تاجدارِ کائنات(صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا:
اِنّ اﷲَ یَبْعَثُ عَلَی رَاْسِ کُلِّ سَنَۃٍ مَنْ یُجَدِّدْ لَھَا دِیْنَھَا
ترجمہ: ’’بیشک اللہ تعالیٰ ہر صدی کے سرے پر کسی کو اِس اُمت کیلئے دین کی تجدید کا فریضہ دے کر بھیجے گا۔‘‘(سنن ابوداؤد)
tahir al qadri sahib to murdo ko kalmy parhwaaty hyn , ye kkiya karyn gay islam ka ahyaa ?