javeed sab mai aap ke bato se itifaq karta hao magar muje aik baat batai kia aisa mumkin hai ke koi insan koi law banai or wo sab insan kabul kar le ye namumkin hai us ke choti se example ye hai ke aap apne ghar ke tamam afrad ko aik bat par mutifiq nahi kar sakte to sare mulk ko kaise aik bat par mutifiq kaise kare gai janab criticism aik asan kam hai. jab aap kisi ke hami nikalne ke kam par lag jai to aap bohat asani se us ke hamia nikal le gai kuki aap us ke hami nikalne ka kam par lag gai hai or aap ko us me koi achi bat nazar nahi aai gi. ab bat karte hai 18 tarmeem ke is me 2 adad hamia aap ne nikali hai or un ke hawale be dia hai magar is me joi hubia hai us ka aap ne is colum me aik bar be zikar nahi kia hai jo aik acha tajzia nahi hai mere khial me chahiad aap ke khial me ye aik achi cheez ho. jab koi insan famous ho jata hai jaise aap hai to us ke lia zarori hai ke wo apne popularity ko barkarar rakhne ka lia us ko intihai netural rahna parta hai kisi tarf jukna nahi chahia or ALLAH PAK aap ko is popularity ko sari zindagi barkarar rakhne ke tofeeq ata farmai AMEEN
taj
hamaray mulk may aman tab ayega jap allah ka qanoon nafiz hoga, yek aisa qanoon jo na koi badal sakta khay aur na suspend karsakta hay. hamay wo qanoon chahiay jo hamari hifazit karay na ki hum qanoon ki hifazat karay, aur is hifazat may to 60 years guzar gain likan bad say badtar. shariat kaliay fazlirahman jaisa maulawi aur tashadood sikanay walay malaui nahi chahiay. ahir may mubarak ho choro ko azadi mil gai ab jo sab say bara dako aur choor hoga wo apka mna hoga | buhat buhat mubarak hoo