Aik din ayega iss mulk mein koi bhi sach likhnay ko tayyar nai hoga, kiun k inn logon ko afsanvi kahaniyan sunne kii adat ho gai hai aur sach se ye log sakht nafrat krtay hain. Sach likhnay walay madoom ho jayengay, parda poshi ikhtiyar kr leingay aur afsanay aur jhoot gharnay walay har jaga nazar ayengay. Kiun k ye qaum chahti yahi hai, ye log apna asal chehra nai dekhna chahtay kiun k wo dekhnay k kabil hee nai hai.
Akhlaq Khan
Wah Javaid Sahib, Asal Baat ko Aap nay Discuss nahi kia, Malala ke Book ko ghor say perhain, Uss main woh Likhti hain kay Azadiya Raya hur kessi ka Huq hay, Azadiya Raye Sub ka Huq hay, Hum Mantay hain, Layken Hum Aasi Azadi ko Kabi be promote nahi kareen gain, Jis Azadi Say Hamaray Piaray Nabi (Sullul Laho Alihay Wasullum) Ke Toheen ka Pahlo Nikalta ho, Muhabbat a Rasool a Pak Sub say pehlay Hamar Emaan Hay, Jiss ko Ye pata nahi woh uska Islam say koe Taallaq nahi, Malala No Doubted Taleem kay Lia usskay Jazbaat ke Qadar kartay hain, Laiyken Respect of Mohammad (Sullul Laho Alihay Wasullum) per koe Compromise nahi Hoga, Na Honay dayn gain, Insha Allah
Muhammad Gul Niazi
sir ap ki bat say bilkul itfaq nahe …..q k ya islam k bara mai aik written book hai……zubani bat nahe jis say o inkar kar sakain ya us ka koi aor matlab nikal sakain…….
please sir read the book and then write k ya humary bati hai…..
…….
Nabeel Ahmed
kisi hud tuk such hai and turkis man ki observation is correct i appreciate to his man.