Pakistan mein aaj jitnee INSAF kee zaroorat hei utnee kabhee mahsoos nahin ki gayee thee, Laikin masla yeh hei keh yeh nizaam koan Tabdeelkarei ga, Joa log do(2) do(2) bar ham par Musallat rah chukei hein, unhon nei sirf Pakistan koa corruption mein dhakaila hei aur APNEE kursee bachanei kee fikar kee hei, aur aaj bhee woh isee kaam mein lagei hein, Lahaaza hamein ahsaas karna chahiyei keh hamein in logon sei nijaat hasil karnei kliyei FINAL step leina chahiyei, aur Aanei walei waqton mein in logon koa VOTE na dein aur na in kee PARTIES ko support karein.
Hamein aaj yeh ahsas karna hoga otherwise ham Ghulaami kei naa khatam honei walei silsalei mein jhakrei rahein gei, Phir pata nahin kitnee AFIYA, Shumaila aur kitnei Amaad aur Faheem iss Ghulam Puppet system kee bhaint charhtei rahein gei…
Allah talah hamein ahsas ata karei keh ham apnee dunya aur aakhirat koa barbaadi sei bachanei kee fikar karein.. Aamin
Abdul waheed
javed sab hum praishan awam apky kalum paharr kar skoon mill jata haie kah koi to haq likhta ha haq boolta ha allah apko mazeed jahaad karny ki tofeeq atta karry(ameen)
Javed
very nice. aysa hi nzam hona chaey . i agree javed sb.
Ahmad Ali
Really Good, Only this is the Way.
Zeeshan
100% true. lakin jab tak hmary hukamran ic mamly mi apna asaar rakhy gy tab tak kuch ni ho sakta.
but humy apni SC sy bht umeed wabasta hai. Mi Chief Justics sb sy darkhwast karoga k plz wo apna kam aysy hi karty rahy or jab wo retire ho jaye tu plz plz plz hmari siyast mi aa jaye.ham ko aysa hi honest leader chahye.or mjy 100% umeed hai k hamri awam sirf unko hi vote dy gi.insAllah…
sattar baloch
خوبصورت تخلیق ھے
اللہ آپ کو خوش اور ٓاباد رکھے ٓامین اور شکریہ۔
sattar baloch
very nice.. i agree,
ALLAH AP KO KHOSH RAKHY.AMEEN
Tassawar
i agree
Jaber Qureshi
Aslam-o-Alykam
Jee sir aap nay theek kaha, ager aysa ho jaye to bahot acha ho ga. Meri tarf say aik aur raye hay kay is waqt adalat may DAVID ka case chal raha hay to David kay case say Pakistan ko apni Power ka andaza karna bahot zarori ho ga aur insaf kay leay har mumkan koshish karni ho gi jis ki waja say logo ka kanoon par itmaad bahal ho sakta hay keunkay iss case par her pakistani ki nazar hay.
Mohsin Abbasi
i agree chaudhary sb
motafiq jhan
if these suggestion implemented ,i hope Pakistan will go to path of progressive and justice other wise there will be NO Pakistan, In the world map, as we are observing innocent people are being killed in the hands of country’s agencies either army coast guard rangers etc,it leads going to civil war or up-rise.u can look into the police department, worse people are there and corruption in the peak. this country represents banana country.as you compare India now it sits in the UNO where r you shame on militarily and army bureaucracy of the this Banana country.
Tajammal Awan
yes, These are very valuable suggestions.And Governing must think about , if they have time.
otherwise time will decide about them and that will too late for them.
sharifullah
Ya baday loog darnay walay nahee han jo ap nay onhay daranay ki koshesh ki ha,,,, Ham tabhe ki taraf ja rahay han……….
Imran Ahmad
Agreed. This is the real dilemma. The biggest problem is injustice and Imran Khan also stress on it always