چوہدری صاحب
یہ کالم لکھ کر آپ نے دل خوش کر دیا ۔ آپ کا افسانوی انداز پہلے حرف سے قاری کو قابو کر لیتا ہے اور آخری لفظ پر قاری کو گم سم چھوڑ جاتا ہے ۔ آپ نے یہ کالم لکھ کر اپنے ضمیر کی آواز پر لبیک کہا اور سرخروہ ہوئے ۔ یہ لوگ جو آپ کے ضمیر کے جسم کے ہر حصے سے چمٹے التجا کر رہے ہیں آپ نے یہ کالم لکھ کر ان کا حق ادا کر دیا ۔ مگر یہ لوگ واقعتاً استحصالی طبقے کے جسم سے لٹکے ان کی قبروں اور پل صراط تک ان کی سروں پر سوار رہیں گے۔
میرے احساس نے دنیا میری دوبھرکر دی
دل کے بدلے میرے مولا مجھے پتھر دیتا
jawad khan
zabardast……. but iska hamari govt pr koi asar nahi parne wala……. q k un k pas ye parhne ka waqt nahi….. r na hi koi intrest…. 03445535965
ڈاکٹر اعجاز اختر
گڑھی ہیں کتنی صلیبیں میرے دریچے میں
ہر ایک اپنے مسیحا کے خوں کا رنگ لیے
ہر ایک وصل خداوند کی اُمنگ لیے
کسی پہ کرتے ہیں ابر بہار کو قرباں
کسی پہ قتل مہ تاب ناک کرتے ہیں
کسی پہ ہوتی ہے سر مست شاخسار دو نیم
کسی پہ باد صبا کو ہلاک کرتے ہیں
ہر آئے دن یہ خداوندگان مہروجمال
لہو میں غرق میرے غمکدے میں آتے ہیں
ہر آئے دن میری نظروں کے سامنے ان کے
شہید جسم سلامت اٹھائے جاتے ہیں
فیض احمد فیض
Bs sir ap mazlumon ki awaz asy hi banty jaey wo din dor nai jab ye na ahal hukmran Akbar Ali ki mout merny py majbor hojaen gy( Allah sub ko haq bat kehny ki tofeeque ata farmae!Ameen)
Sir MAin aap ke columns ka bohat bara fan hon.aur jabb se aap nay Daily Express mein likhhna start kiya hai tamm hi main nay aap ke taqreeban sary Columns parhy hain. Arz ye hai ke aap nay itna kuchh likhha, itna kuchh kaha mery khayal se hamary moolak ka shaaid hi koi masla aisa ho ga jis per aap nay na sirf column likhha hai balke aik bazameer insaan ko jhinjor kar rakhh diya hai. Lekin afsos hota hai to sirf is baat ka ke aap ke itna kuchh karny ke baad b na to Hamray Hukamraanon ke tarz-e-amal mein hi kuchh farq aaya hai aur na hi hamary Moolak ki halat mein. Abi kall hi ki baat hai aik Minister sahab (mujy poora naam yaad nahi raha but ye hai ke oun ke naam ke aakhir mein Peerzada aata hai) farma rahy thay ye Khudkushiyaan bilkull aam si baat hai aur ye ke ye Allah ki tarf se hain, Hum Allah ke kaamon mein dakhal nahi de sakty, jo is duniya mein aaya hai ous nay marna b hai so is issue par ziyada baat na ki jaye. To Mohtaram jahan moolak ke hukamraanon ki soch hi aisi ho wahan is ke siwa Insaan ke pass kaya chara hai ke wo apni jaan ke badly apny ghar walon ke liy 20 , 25 lakhh ka intazaam kar dey. keon ki jeety jee to ous ki kisi nay soun ni nahi, to phir marr kar hi sahi. wasiy kehna to nahi chahiye Lekin Allah na kary agar Akber Ali jaisy aur majboor log Talebaan ya in jaisi aur Tanzeemon ke hathhy char gay to phir is moolak ka kaya ho ga? keon ki aisy majboor logon ki to barain washing karna b koi mushkil kaam nahi. Allah hamain aisy waqt se Mehfooz rakhhy. Ameen
Babar
i dont think so, k kisi kisim ki koi tabdili aasakti hai, kiun k system hi kharab hai, capitlist economy sirf sarmaydooro ki hi hai, tau app oss main rah kar kia change karna chahte hain, Ch. sb mara app ko aik mashwara hai plz ALLAH k liya logo ko hal daen na k problem discuss karen kiun ajj kal sara media sirf or sirf aik kaam kar raha hai k wo pershan logo ko mazeed pershan kar raha hai, KHUDA k liya masloon ka hal daen or mujhia achi tara pata hai k app jasa aik mufakir admi jatna hai k iss waqat Ummet-e-Mulsma ko kia chahye, plz i once again i request you, ager log app ki baat sunten hain tau Khudara un ko wo iss mushkil sa niklne k hal bataen, or jo problems app discuss karten hain wo tau ager app kisi gharloon khwateen sa poochae tau mare khayal sa app sa zayda oss ko pata hoo ga.

nice really very nice column… janey hmari society me ktni akber mojood hon ???
Bs sir ap mazlumon ki awaz asy hi banty jaey wo din dor nai jab ye na ahal hukmran Akbar Ali ki mout merny py majbor hojaen gy( Allah sub ko haq bat kehny ki tofeeque ata farmae!Ameen)
Zabardast ……!
ap nei aj kay column mei jis chez ki nishandahi ki hai iss ko hamesha karty rahy Allah pak ap ko isi tarah awam ki khidmat karny ki taufeeq day(ameen)
Who will takecare of this society???????
Sir MAin aap ke columns ka bohat bara fan hon.aur jabb se aap nay Daily Express mein likhhna start kiya hai tamm hi main nay aap ke taqreeban sary Columns parhy hain. Arz ye hai ke aap nay itna kuchh likhha, itna kuchh kaha mery khayal se hamary moolak ka shaaid hi koi masla aisa ho ga jis per aap nay na sirf column likhha hai balke aik bazameer insaan ko jhinjor kar rakhh diya hai. Lekin afsos hota hai to sirf is baat ka ke aap ke itna kuchh karny ke baad b na to Hamray Hukamraanon ke tarz-e-amal mein hi kuchh farq aaya hai aur na hi hamary Moolak ki halat mein. Abi kall hi ki baat hai aik Minister sahab (mujy poora naam yaad nahi raha but ye hai ke oun ke naam ke aakhir mein Peerzada aata hai) farma rahy thay ye Khudkushiyaan bilkull aam si baat hai aur ye ke ye Allah ki tarf se hain, Hum Allah ke kaamon mein dakhal nahi de sakty, jo is duniya mein aaya hai ous nay marna b hai so is issue par ziyada baat na ki jaye. To Mohtaram jahan moolak ke hukamraanon ki soch hi aisi ho wahan is ke siwa Insaan ke pass kaya chara hai ke wo apni jaan ke badly apny ghar walon ke liy 20 , 25 lakhh ka intazaam kar dey. keon ki jeety jee to ous ki kisi nay soun ni nahi, to phir marr kar hi sahi. wasiy kehna to nahi chahiye Lekin Allah na kary agar Akber Ali jaisy aur majboor log Talebaan ya in jaisi aur Tanzeemon ke hathhy char gay to phir is moolak ka kaya ho ga? keon ki aisy majboor logon ki to barain washing karna b koi mushkil kaam nahi. Allah hamain aisy waqt se Mehfooz rakhhy. Ameen
i dont think so, k kisi kisim ki koi tabdili aasakti hai, kiun k system hi kharab hai, capitlist economy sirf sarmaydooro ki hi hai, tau app oss main rah kar kia change karna chahte hain, Ch. sb mara app ko aik mashwara hai plz ALLAH k liya logo ko hal daen na k problem discuss karen kiun ajj kal sara media sirf or sirf aik kaam kar raha hai k wo pershan logo ko mazeed pershan kar raha hai, KHUDA k liya masloon ka hal daen or mujhia achi tara pata hai k app jasa aik mufakir admi jatna hai k iss waqat Ummet-e-Mulsma ko kia chahye, plz i once again i request you, ager log app ki baat sunten hain tau Khudara un ko wo iss mushkil sa niklne k hal bataen, or jo problems app discuss karten hain wo tau ager app kisi gharloon khwateen sa poochae tau mare khayal sa app sa zayda oss ko pata hoo ga.
Allah aap ko kosh rakay
Amin.