sir kya ALLAH ki qubat hasal karny k ly kisi orat ka ya eshq e majazi lazmi h kia hi acha h k hum pehly hi us ALLAH k eshq mn mubtla ho jy
Tiya
Awesome job Ch. Sahib
Its 100% correct that Ishq-e-Haqiqi is impossible without Ishq-e-Majazi.All the sufis or saints that we see in this world would never have become so pious n close to ALLAH if they had not experienced Ishq-e-Majazi.
N i just loved those lines of today’s columns
“Dard jab hadd se barh jata hai to khoon ka her qatra aansoo ki shakal ikhtyar ker leta hai aur aankhen is bojh ko uthane k qabil nahi rehtin”
Great job Ch.Sahib
May God Bless u n increase ur knowledge n skills.Ameen
Anees Khan
Asalam o alaikum sir,sir kya ishka haqiqi hasil karna k lie ishka majazi zaruri ha?
But is bande ne apni responsibilities pori nhi ki. 1 oarat k lye baki sub relations ko bool gya. Aur Allah haquk-ul-ebaadh kase moaf kar sakte hain jb tak us ke relatives maof na karnain.
Is ki waja se us ki family disturbe hoi, us ke bachon ka future be.
Is ki tarp ki waja ye hai k Allah ne us se peace le lia hai.
Ho sakta hai use maofi mil jye agar Allah chahe.
Raja Saeed Ahmed
BUNDLE….
ABSOLUTELY ILLOGICAL…
Allah insan ne jo kuchh bhi chahta ho…khud gharzi hargiz pasand nahin kerta… Zara ghor to kijiye… JO SHAKHS APNI KISSI BHI KHWAHISH KI TAKMEEL KE LIYE APNAY MAQAM SE GIR GAYA… AUR… APNAY QARABAT DARON KO AZAAB MAIN MUBTALA KER GAYA…
JIS TAKLEEF MAIN US NE APNAY BEEVI BACHON KO MUBTALA KIA, USS KI MUAFI US KO KHAWAJA SB. DILA DAIN GAY??? ASTAGHFIRULLA…ASTAGHFIRULLAH…
KHWAJAH SB & JAVED SB US KO ALLAH KE QURB KI NISHANI BATA RAHAY HAIN…
JAVED SB: IN KE WIJDAANI TASSAWAR PER AMAL KER LIJIYE, AUR ALLAH KA QURB HAASIL KER LIJYE… YA PHIR APNI ISS TEHREER SE LOGON KO GUMRAH KERNE KI KOSHISH PER ALLAH SE MUAFI MAANG LIJIYE…
YAAD RAKHIYE ALLAH NE HAMAIN ZAMEEN PER DI JAANAY WALI HER NE’MAT, HER RISHTAY, HER TA’ALUQ KA INSAAF KERNA HE…
ALLAH HAMAIN HAMARRAY APNAY SHAR SE MEHFOOZ RAKHAY… HAMARA SAB SE BARRA SHAR HIKMAT SE KHAALI TA’ALEEM HE…
Raja Saeed Ahmed
اور (اے حبیب!) جب میرے بندے آپ سے میری نسبت سوال کریں تو (بتا دیا کریں کہ) میں نزدیک ہوں، میں پکارنے والے کی پکار کا جواب دیتا ہوں جب بھی وہ مجھے پکارتا ہے، پس انہیں چاہئے کہ میری فرمانبرداری اختیار کریں اور مجھ پر پختہ یقین رکھیں تاکہ وہ راہِ (مراد) پاجائیں
سورة البقرة, 186﴾
Raja Saeed Ahmed
لوگوں کے لئے ان خواہشات کی محبت (خوب) آراستہ کر دی گئی ہے (جن میں) عورتیں اور اولاد اور سونے اور چاندی کے جمع کئے ہوئے خزانے اور نشان کئے ہوئے خوبصورت گھوڑے اور مویشی اور کھیتی (شامل ہیں)، یہ (سب) دنیوی زندگی کا سامان ہے، اور اﷲ کے پاس بہتر ٹھکانا ہے
﴿ سورة آل عمران 14﴾
Raja Saeed Ahmed
KIA KHAWAJA SB. KA AQEEDA-E-TASSAWUF SURAH AL-E-IMRAN KI AYAH NO. 14 SE BARRH KER HE???
Every body has his own interpretation. I think in the way of searh of his beloved, he find right path leading towards Almighty Allah. Allah is Merciful and Beneficient.
H.M.WASIF
Allah k bandon se muhabbat kerna dar asal Allah se hi muhabbat kerna hai or jo shakhs ALLAH k ksi bnde se mhbt krta hai ALLAH pak us se mhbt krte hain lekin ksi aik shakhs k lye sari dunya ko chorna ajeb bat hai lekin pyr to aisa hi hota hai na?????????///
Hamza Ali
Great Column Sir Ji…… ALLAH ka ishq itna easy nai hai keh aap aik hi baar us may mubtila ho jae…. isi lye pehlay dunia kay ishq ka maza chackna parta hai our jo banda us may kamyab hota hai wohi ishaq e haqiqi may mubtala hota hai…. baki jaha tak yeh baat keh ALLAH jisay chahta hai usay hi apnay ishaq may mubtala karta hai yeh isnaan kay bus ki baat hi nai hai………ALLAH JI HUM SUB PER APNA REHAM FARMAIEN (AMEEN)
RANA IKRAM
Ap sab log buhat knowledge wale hain main be-ilm sa banda bas yeh kehna chahta hoon k ch.Sab ka yeh column master piece hai mere ik teacher ne ik bar yeh statement kahi to main un ne jhagar para that”Love is nothing,its just for self-inharrisment.”and today i got the answer and i was right on that day.thnx ch.sab
umaira yasmin
Allah talah ne apne ishq k liye dunyawi ishq ki shart poray Qur’an me nahi btai.is liye dunyawi ishq zaroori nahi.nabi(saw) ki example hmaray samnay hi.
Uzair
I agree with Raja Saeed and umaira…Islam is not about “Rahbaniyyat”.IF this is the way to Allah and everyone adopts it..this world will be finished in a 100 years.Islam’s definition of Halal and Haram is very simple…anything which on a large scale would disturb mankind in any way is also forbidden on a smaller scale too. Javed Sb is no doubt a scholar but a scholar cannot always be right about everything. Think rationally…the life of Prophet PBUH and Sahab RA is the best of example of Ishq…we very conviniently do away with their path by saying “hum to un ki khak k braber bhi nahi” whereas practically we never even try to be anywhere near to their path.
shy
ch.javed kuch apny urdu chenab disst gujrat key kamzor bank ko muzboot kerney per bhi khurch kreyn. drukht na honey ki waja sey choudriyon key marley her sal bhey jatey heyn.
Raja Saeed Ahmed
وَمَا الحَيوٰةُ الدُّنيا إِلّا مَتٰعُ الغُرورِ
دنیا کی زندگی سوائے دھوکے کی پونجی کے اور کچھ نہیں
سورة آل عمران 185
Raja Saeed Ahmed
Ch Sb Allah ki janab se inaam panay walay log to yeh hain…
“اورجو شخص الله اور اس کے رسول کا فرمانبردار ہو تو وہ ان کے ساتھ ہوں گے جن پر الله نے انعام کیا وہ نبی اور صدیق اور شہید اور صالح ہیں اور یہ رفیق کیسے اچھے ہیں
﴿69 سورة النساء”
Aap ko yeh taufeeq kyun nahin hoti keh qura’an se koi aisi baat saabit ker sakain… Mehz layahni baaton se logon ka dimagh kharab ker rahay hain…
Yeh Khawaja sb jaiasay log Allah ke hukam se Koi towjeeh kyun nahin daitay… Yeh rutba Sahaba (RA) ke liye Allah ne kyun na bayan kia???
Raja Saeed Ahmed
Haan Umeed rakhiye magar aisay jaisay Allah ne kaha he…
اور ہماری آیتوں کو ماننے والے جب تیرے پاس آئیں تو کہہ دو کہ تم پر سلام ہے تمہارے رب نے اپنے ذمہ رحمت لازم کی ہےجو تم میں سے ناواقفیت سے برائی کرے پھر اس کے بعد توبہ کرے اور نیک ہو جائے تو بےشک وہ بخشنے والا مہربان ہے
﴿سورة الأنعام, 54﴾
AUR UMEEDAIN????
نہ تمہاری امیدوں پر مدار ہے اور نہ اہل کتاب کی امیدوں پر جو کوئی برائی کا کام کرے گا اس کی سزا دیا جائے گا اور الله کے سوا اپنا کوئی حمایتی اور مددگار نہیں پائے گا
﴿سورة النساء 123 ﴾
shahzad
sir is there any singe hadeeth or verse about sofi-ism?
Hassaan shafqat
I know that kind of ppl……..I have observe a lot of ppl…..Allah ka Karam hai aisey bht sy logo ko janta hu……..
shams haider
allah ap ko zindgi dey
Omer
Not agree at all this time..
If one entirely involved in Ishq-e-Majazi, can not be involve in Ishq-e-Haqiqi….coz to get into Ishq-e-Haqiqi, the very first condition is to leave the others (Ishq-e-Majazi)
RANA SHAHZAD SAUDI ARABIA
salam ch sb some things are right such as ishq-e-majazi is necessary for ishq-e-haqiqi but we could not forget that to fulfil haqooqul ebad is also very necessary he has left his wife and children what will be them.they all were independent of him please give me this awnser that he did this act in right or wrong
wajid mahmood malik
Javed Saheb, Your articles are mostly incisive and realistic and you write well but this article is quite misleading and could poison many on the path of tasawwaf. This Khawaja Saheb of your misled you. Had he known the first thing about tasawwaf or had you studied tasawwaf deeply you would not have composed this article. Those aspiring to become Rumi in pursuit of Shams will not succeed. The so-called ‘Allah wala’ banda you wrote about had all the symptoms of a mentally, psychologically, spiritually and physically ill person in the possession of negative forces who would end like this and maybe in a more critically unstable condition. Mark my words, he shall never attain to Sainthood, or become an accomplished sufi. Mark my words Ch. Saheb.
Javaid sahb aap ne majzoob ko itna darja de dya
islam to bar bar shaoor ki bat karta he
Human rights ki bat karta he
God is near to those who paid their Human rights
شاہد لطیف
جاوید ،تم عاشق بن جاؤ اور مزے کرو۔۔دوسروں کونصیحت کرنا ترک کردو۔
agar zindgi mai koi cheez parhi hai to wo yeh hai… magan ho jata hai banda apki tehreerain parhty huye ALLAH apko mazeed likhny ki himat aata kary…..
umaira yasmin
khawaja sahab ne apko misslead kiya hai.allah talah un logon ko psand karta hai jo Allah aur us k nabi(saw) ki ata’at karein,jo nabi(saw) ki parwi karein &amr bilmaroof wa nahi anil munkr par aml karein.Allah asay logon ko psand nahi krta jo napak rahein,haqooq ul ibad poray na karein.ye sahib tu dunya k pechay bhagnay walay maloom hotay hain na k Allah k pechay bhagnay walay.mujhay apka ye kalam bilkul psand nahi aya kioun k ho sakta hai isko parnay k bad koi apny parents,behan bhayon,biwi ,bachon ko chornay k liye is kalam ko jwaz bna le.
Imran
Javed Chaudry Sahab kabhi kabhi bilkul hi sathyaa jaate hein aur ess qism ke column likh dete hein. Jis ka koi ser paer nai hota.
kiya bakwaas msg diya hai es column mein.
Chaudry sahab , apna ilaaj bhi karate rahein saath sath, taake aap ka ye nafsiyati masla column mein show na ho
ssanaullah shah
Chaudhry sahib u r 100% right and the people who do not agree with u they r also 100% right. in fact these people have tasted neither true love (aishaq-e-Haqaqi) nor true love (Aishaq-e-Mijazi). the people who can not make difference between love and lust are unable to understand it.
Zeeshan Afzal
Dear Ch. Sb,
I appreciate your knowledge and way of presentations. The thing you want to communicate particularly in this column in not for common persons but it is just for the students of sufism and know a little bit about this world. However, such type of column should not address to the common persons relating to every aspect of life. I am very impressed by the article but at the same time i am also afraid of the people who may tend towards extremism by just taking a general view of the column . It is therefoe requested kindly to elaborate it in a more efficient manner as to show the clear picture and target audience and objectivity of this article.
Binte Hawwa
agreed with WAJID MEHMOOD MALIK’S comments
Muhammad Zubair
i dont agree with that infact this act is called “Haram” in islam…………..n this this not the way to get ALLAH……Namaz n love woth Nabi (SAW) n Sahaba-e-karam is the only way to get ALLAH…
so this is totaly illogical
saeed ahmad
SUHAN AHHAHA kia bat hai. 100% correct,chudary sahib
sb bakwas hai.ya kaisa ishq hai jo us ko hr cheeez se gafil kr dita hai.hmy is ki misal na to nabi ki zaat se or na sahba or na kisi wali ki zaat se malti hai.
Ayaz
I dont agree with this. There is no such things from the life of prophet Mohammed and his companions whom we should follow.
Ayaz
This article will result in misleading of others and should be widrawn.
For example, a person in so called ishqemajazi could spend all this life and there is no guarantee of one such person will get time to turn to ishqe-elahi.
tahir rana
jhoot………….
ishq e haqaqi khuda ki zaat
ya islam ke rehnuma asuulon se ziada barh jaye to shirk or pagal’pan kehlaye ga
khwja sb aap ne apne alfaz mn ishq or us ki fitrat ki gustakhi ki hai
Nayab ch
u right javed bhai I appriciate u
ahmed
sir u have enlighten a v delicate topic…i really admire and appreciate it.only a few people can b able to undestand ths..most duffers couldnot realise this…
right ch sahib?
sir kya ALLAH ki qubat hasal karny k ly kisi orat ka ya eshq e majazi lazmi h kia hi acha h k hum pehly hi us ALLAH k eshq mn mubtla ho jy
Awesome job Ch. Sahib
Its 100% correct that Ishq-e-Haqiqi is impossible without Ishq-e-Majazi.All the sufis or saints that we see in this world would never have become so pious n close to ALLAH if they had not experienced Ishq-e-Majazi.
N i just loved those lines of today’s columns
“Dard jab hadd se barh jata hai to khoon ka her qatra aansoo ki shakal ikhtyar ker leta hai aur aankhen is bojh ko uthane k qabil nahi rehtin”
Great job Ch.Sahib
May God Bless u n increase ur knowledge n skills.Ameen
Asalam o alaikum sir,sir kya ishka haqiqi hasil karna k lie ishka majazi zaruri ha?
Absuolutly right,,,allah ham sb ko ishq-haqeeqi naseeb farmayea ameen…