Yeh bbat yaqeen se kahi ja sakti hai k mulk ka saaf suthra hona, larai jhagra na hona, logon ka mehmaan nawaz hona, auraton ka market chalana, food stuff ka sasta aur achhi quality hona, garian chori na hona…. Sirf yeh sab achhi society k liay kaafi nahi. Jis muashray men tableegh, sare-aam namaz parhnay, darhi rakhnay per pabandi ho, usay fitno men ghira hua muashra kehtay han. Khush-hali muashray kay ideal honay ki daleel hoti to 1400 saal pehlay Nabi SAW aur un k janisaar sathi faqay na kertay.